Group Purpose
यह समूह किस लिए है
Aam logon ke liye saamanya charcha — tyohaar ki badhaai, kho-paya, local khabar, pani-bijli complaint, aur gaon ki choti-badi baat. Sab ka swagat hai!
Group Admin
Admin / Moderator
Mohan Lal (Ward Member)
समूह प्रशासक
Group Rules
समूह के नियम — इन्हें ध्यान से पढ़ें
Respectful aur family-friendly bhasha.
Religious ya rajneetik vivad se door rahein.
Forward messages verify karein, pehle.
Business promotion ya spam allowed nahi.
Ek doosre ki madad karein — yahi gaon ki pehchaan hai.
Safety Reminder / सुरक्षा सूचना
Kabhi bhi WhatsApp group mein apna Aadhaar number, bank account, OTP ya password share mat karein. Koi bhi government officer OTP nahi maangta. Fraud hone par 1930 par call karein.