Pincode Finder पिनकोड खोजें
Koi bhi 6-digit Indian PIN code daaliye — post office, tehsil, district, division aur state turant pata chal jayega. Official India Post data.
Mundakhera (Badli, Jhajjar) ka pincode hai — try karke dekhiye.
Jaankari
भारत की डाक व्यवस्था के बारे में रोचक तथ्य
1,54,000+
Post Offices (India)
9
Postal Zones
1972
PIN System Shuru
1,72,000+
Villages Covered
PIN Code ke 6 digits ka matlab
Har digit ka apna role hota hai — Mundakhera ke 124105 se samjhein:
Pehle 3 digits (124) sorting district decide karte hai, aur aakhri 3 digits (105) us district ke andar exact post office batate hai.
| Zone | Pehla Digit | Mukhya Rajya |
|---|---|---|
| 1 | 1 | Delhi, Haryana, Punjab, Himachal, J&K |
| 2 | 2 | UP, Uttarakhand |
| 3 | 3 | Rajasthan, Gujarat |
| 4 | 4 | Maharashtra, MP, Chhattisgarh, Goa |
| 5 | 5 | Telangana, Andhra Pradesh, Karnataka |
| 6 | 6 | Tamil Nadu, Kerala, Puducherry |
| 7 | 7 | West Bengal, Odisha, North-East states |
| 8 | 8 | Bihar, Jharkhand |
| 9 | 9 | Army Postal Service (APS) |
FAQ
अक्सर पूछे जाने वाले सवाल
PIN Code ka full form kya hai? +
PIN ka full form hai Postal Index Number. Yeh 6-digit code 1972 mein Shri Ram Bhikaji Velankar ne design kiya tha, taaki dak (post) ko haath se sort karna aasaan ho jaye, khaaskar un jagaho par jaha alag-alag bhashao ke naam ek jaise lagte ho.
PIN Code ka pehla digit kya batata hai? +
India ko 9 postal zones (region) mein baanta gaya hai — 8 geographic zones (1 se 8) aur 1 Army Postal Service (9) ke liye. Pehla digit yeh zone batata hai — jaise 1 = Delhi/Haryana/Punjab, 5 = Telangana/Andhra Pradesh, 8 = Bihar/Jharkhand.
Kya ek PIN code ke andar multiple post office ho sakte hai? +
Haan — ek hi PIN code kai gaanv/mohalla ke post office cover karta hai, ek Head/Sub Post Office ke through. Isiliye search karne par aksar ek se zyada post office naam dikhte hai.
Yeh free tool ग्राम दर्पण team ne banaya hai — Mundakhera village (Badli, Jhajjar, Haryana) ka digital panchayat portal.