Logo ग्राम दर्पण
Login / लॉगिन

मुंडाखेड़ा · बदली · झज्जर · हरियाणा

← All Tools 📄 Free Generator

RTI Application Generator आरटीआई आवेदन जनरेटर

Apne details bhariye — RTI Act 2005 ke sahi format mein application ready ho jayegi, print/download ke liye.

🔒 Kuch bhi save nahi hota — sab kuch aapke browser mein hi banta hai.

Aapki Jaankari

Department Jahan RTI Bhejni Hai

Kya Jaankari Chahiye

Tip: Specific aur clear rahein — exact dates, file/application number, ya document ka naam mention karein.

Fee

Jaankari

RTI ke apne adhikar jaanein

⏱️ 30 din mein jawab

Normal RTI ka jawab 30 din mein, life/liberty se juda ho to 48 ghante mein aana chahiye.

⚖️ Appeal ka adhikar

Jawab na milne ya santusht na hone par, First Appellate Authority ke paas 30 din mein appeal kar sakte hai.

FAQ

अक्सर पूछे जाने वाले सवाल

RTI application ka jawab kitne din mein aana chahiye?+

RTI Act 2005 ke tehat normal jawab 30 din ke andar aana chahiye. Agar application Assistant PIO ke through gayi hai to 35 din. Agar matter life ya liberty se juda ho to sirf 48 ghante mein jawab zaroori hai.

RTI application fee kitni hai?+

Central government departments ke liye ₹10 hai (cash, IPO, ya demand draft se). BPL card holders ko fee se poori tarah exempt kiya gaya hai. State departments ki fee alag ho sakti hai — apne state ka rule check kar lein.

Agar jawab nahi mila ya satisfy nahi hue to kya karein?+

30 din mein jawab na milne par, ya jawab se santusht na hone par, us department ke First Appellate Authority ke paas 30 din ke andar appeal kar sakte hai. Uske baad bhi santusht na ho to State/Central Information Commission mein second appeal ho sakti hai.

Yeh free tool ग्राम दर्पण team ne banaya hai — Mundakhera village (Badli, Jhajjar, Haryana) ka digital panchayat portal.